Teri Aadat Lyrics in English - Siddharth Nigam, Anushka Sen

 Make sure you will be like this song  

Song and lyrics enjoy   

songsig.blogspot.com


Teri aadat Song details:

Song Title: Teri Aadat

Singer: Abhi Dutt

Lyrics: Ishaan Khan

Music: Abhi Dutt

Starring: Siddharth Nigam, Anushka Sen

Label: BLive Music


Teri Aadat Lyrics


Tu door hua hai jabse

Mann baawra kyun tarse

Raahein agar yeh judaa thi

Kyun saath tha ek umar se


Teri aadat jo lagi hai

Use kaise main bhulaau

Yeh kahani mere dard ki

Kisko jaake sunaau


Tu wajah hai har wajah ki

Bewajah hua main ab se

Tu wajah hai har wajah ki

Bewajah hua main ab se


Teri tadap mein waqt ka katra

Lagta hai dariya kyun mujhe

Sharth bata de ya phir saza de

Hai kya raza bayaan kar mujhe



Kaise judaa ho jaaun

Dekha tujhe hai qurbat se

Raahein agar yeh judaa thi

Kyun saath tha ek umar se 


Teri aadat jo lagi hai

Use kaise main bhulaau

Yeh kahani mere dard ki

Kisko jaake sunaau


Tu wajah hai har wajah ki

Bewajah hua main ab se

Tu wajah hai har wajah ki

Bewajah hua main ab se

Ho... ho... ho...


Teri aadat jo lagi hai

Use kaise main bhulaau

Yeh kahani mere dard ki

Kisko jaake sunaau


Thank you for visiting my website


Song video 

Post a Comment

Previous Post Next Post

Ad