Ye Kya Kiya Ye Kyu Kiya Lyrics from Radha Krishna

Make sure you will be like this song  

Song and lyrics enjoy   

songsig.blogspot.com 



Ye Kya Kiya Ye Kyu Kiya song details:

Song: Radhe Krishna

TV Show: Radha Krishna

Singer: Mohit Lalwani,

Aishwarya Anand

Lyrics: Shekhar Astitwa

Music: Surya Raj Kamal

Cast: Sumedh Mudgalkar,

Mallika Singh

Label: Star Bharat


Ye Kya Kiya Ye Kyu Kiya Lyrics

Kyu tum samajh paye nahi

Paawan pranay ki reet ko

Kyu moh tumhne keh diya

Nishchhal hriday ki preet ko


Ye kya kiya, ye kyu kiya

Batlao na kanha

Ye tumne kyu kiya?


Ye kya kiya, ye kyu kiya

Batlao na kanha

Ye tumne kyu kiya?


Socha tha kya kya hoga gaya

Ek shan mein sab kuch kho gaya

Sab kuch tha jeevan mein mere

Jeevan hi mera kho gaya


Niyati ne aisa kya kiya

Mili prem mein aisi veera

Chahata kya, paaya hai kya

Sab kuch mera kho gaya

Radhe..


Har baat samjhana sada

Sambhav nahi radhe

Samay samjhayega


Har baat samjhana sada

Sambhav nahi radhe

Samay samjhayega


Sambhav nahi hote kabhi

Yahan prashno ke uttar sabhi


Muskan adhron par liye

Kyu main sada chup hi raha


Rangon bhara jeevan mera

Bairang ab ye ho gaya

Har rang ab hai kho gaya

Na jane ye kya ho gaya


Bairang jeevan ke mere

Tum praan ho kanha

Meri tum preet ho


Bairang jeevan ke mere

Tum praan ho kanha

Meri tum preet ho


Rangon bhara jeevan mera

Bairang ab ye ho gaya


Tumko kadachit lag raha

Ki mujhko tumne kho diya

Jahan ko swayam ke mann mein tum

Main toh tumhi mein bas raha

Radhe..


Kyun tum samajh paye nahi

Paawan pranay ki reet ko

Kyun moh tumhne keh diya

Nishchhal hriday ki preet ko


Yeh kya kiya, yeh kyun kiya

Batlao na kanha

Yeh tumne kyu kiya?


Ye kya kiya, ye kyun kiya

Batlao na kanha

Yeh tumne kyu kiya?


Vyakul hriday aakul hai mann

Jeevan pe bhaari shan hai ye

Kyun prem ko tumne mere

Samjha ki aakarshan hai ye

Kanha..


Tum preet ho, manmeet ho

Mere hriday ka sangeet ho


Radhe krishna, radhe krishna


Thank you for visiting my website


Song video


Post a Comment

Previous Post Next Post

Ad