Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics

 Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics by Asha Bhosle, Mohammed Rafi featuring Zeenat Aman is a Hindi song. Asha Bhosle, Mohammed Rafi has sung the song “Chura Liya". Music composed by RD Burman and Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics written by Majrooh Sultanpuri.


Make sure you will be like this song  

Song and lyrics enjoy   

songsig.blogspot.com 


Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein song details:

Song: Chura Liya

Singer: Asha Bhosle,

Mohammed Rafi

Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Music: RD Burman

Cast: Zeenat Aman

Label: Saregama


Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam

Badalke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Oh le liya dil, oh haai mera dil

Hai dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam

Badalke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein

Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein


Tum mere ho, ho tum mere ho

Aaj tum itna vaada karte jaana


Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam

Badalke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Ho sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko

Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko

Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko

Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko


Hain vafa kya is jahan ko

Ek din dikhla dunga main deewana

Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam

Badalke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Le liya dil, hai mera dil

Hai dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam


Thank you for visiting my website


Song video

Post a Comment

Previous Post Next Post

Ad