Tum ne mohobbat karni hai
Hum ne mohobbat ki hai
Is dil ke alwa kisi se bhi naa
Hum ne ijazat li hai
Hunar hai ye bhi ishq ka
Kisi kisi ko aata hai
Jaan loota ke
Dushman ki hum ne hifajat ki hai
Baat karte hai hazaro (hazaro)
Hai tajuraba hamein yaaro
Baat karte hai hazaro
Hai tajuraba hamein yaaro
Aisa hai bandh loon
Mujhpe wo (khuda dil se dua barshayein)
Jhoome jo pathaan meri jaan
Mehfil hi loot jayien
De de jo juban meri jaan
Uspe mar meet jayein-x2
Mukabala kaise hum karte hai Yaar
Abki baar tareeka hum batayenge
Tareeka hum batayenge
Kaise dushman pe hum marte hai yaar
Abki baar tareeka hum batayenge
Tareeka hum batayenge
Yaar kar de jo ishara (ishara)
Dil main de du dubara (dubara)
Yaar kar de jo ishara
Dil main de du dubara
Yaar ka, nasha, aisa hai chadha hai
Hoke yo fida
Dushman gale gal jayein
Jhoome jo pathaan meri jaan
Mehfil hi loot jayien
De de jo juban meri jaan
Uspe mar meet jayein-x2