Kyu Koi Paas Hai Lyrics - Yeh Dooriyan

 Make sure you will be like this song 

Song and  lyrics  enjoy  

Kyu koi paas hai lyrics

Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan.

In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan.

Kyun koi paas hai
Door hai kyun koi
Jaane na koi yahan pe.

Aa raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe.

Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan.

Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan.

Kabhi hua yeh bhi
Khali raahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta
Mera dil yeh khali khali haath.

Yeh bhi hua kabhi
Jaise hua abhi
Tujhko sabhi mein paa liya.

Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Satati hain dooriyan
Tarsati hain dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kaha bhi na maine
Nahi jeena maine
Tu jo na mila
Tujhe bhule se bhi
Bola na maine chahun fasla.

Bas fasla rahein
Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh aur jawan.

Teri meri mit jaani hai dooriyan
Begani hai dooriyan
Hat jani dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan.

Kyun koi paas hai
Door hai kyun koi
Jaane na koi yahan pe.

Aa raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe.

Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan.

Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan!
Song video

Post a Comment

Previous Post Next Post

Ad