Saaton Janam Main Tere Lyrics in English & Hindi by Rawmats

 

Make sure you will be like this song 

Song and lyrics enjoy  

Song details:

Song Title : Saaton Janam Main Tere
Singer : Rawmats
Music : Rawmats
Lyrics : Sameer
Starring : Rawmats

Saaton Janam Main Tere Lyrics

Sun meri shehzaadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon vaada

Sun meri shehzaadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon vaada

Aye jan-e-tamanna meri
Main khake kasam teri
Yeh karta hoon ikaraar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Sapana samajhke bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Kar dungi tujhe paagal
Chahungi sanam itana

Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Kar dungi tujhe paagal
Chahungi sanam itana

Daaman na kabhi chhute
Tode na kabhi tuute
Jo rishta jude ek baar

Marr bhi gaya toh main
Tujhe karta rahunga pyar
Sapana samajhke bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Thank you for visiting my website

Song video

Post a Comment

Previous Post Next Post

Ad