Skip to main content

Thoda Thoda Pyaar Lyrics in English by Stebin Ben

 

Make sure you will be like this song 

Song and lyrics enjoy  

Song details:

Song Title Thoda Thoda Pyaar
Singer Stebin Ben
Music Nilesh Ahuja
Lyrics Kumaar
Starring Sidharth Malhotra & Neha Sharma
Music Label Zee Music Company



Thoda Thoda Pyaar Lyrics

Teri nazar ne yeh kya kar diya
Mujhse hi mujhko juda kar diya

Teri nazar ne yeh kya kar diya
Mujhse hi mujhko juda kar diya

Main rehta hoon tere paas kahin
Ab mujhko mera ehsaas nahi
Dil kehta hai bas mujhe

Ke thoda thoda pyaar hua tumse
Ke thoda ikraar hua tumse
Ke thoda thoda pyaar hua tumse
Ke thoda ikraar hua tumse

Ke zyada bhi hoga tumhi se
Ke thoda ikraar hua tumse

Meri aankhon ki dua hai
Yeh chehra tera
Ab dekhe bin tujhe
Na guzara ho mera

Meri aankhon ki dua hai
Yeh chehra tera ab dekhe bin
Tujhe na guzara ho mera

Main saans bhi loon
Tujhe chahe bina
Ab hoga na yeh humse

Ke thoda thoda pyaar hua tumse
Ke thoda ikraar hua tumse
Ke thoda thoda pyaar hua tumse
Ke thoda thoda pyaar hua tumse

Ke zyada bhi hoga tumhi se
Ke thoda thoda pyaar hua tumse
Ke thoda thoda pyaar hua tumse

Ke zyada bhi hoga tumhi se
Ke thoda thoda pyaar hua tumse

Thank you for visiting my website


Song video


Comments

Popular posts from this blog

Arrah Ke Othlali Lyrics In English

English lyrics   Arrah Ke Othlali Lyrics Ham hai raja tohar roopwa ke raniya Tu hi mor sona ke suganwa ho Tohare me basela hamaro paranawa Tu hi baada mor dhadkanwa ho Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu ae jaan Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu hay Tu haslu halke halke dil hamro paglail ba Niklelu titli ban ke ka gajabe style ba E e chand sa ra...

Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz Hi Jabana Lyrics | Naat Lyrics in English

 Bekhud Kiye Dete Hai Andaaz Hi Jaabaana Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Aye Jalwa-E-Jaanaana Itna To Karam Karna Aye Chasme Karimana Jab Jaan Labo Par Ho Tum Saamne Aa Jaana Ji Chahta Hai Tohfe Mein Bhejun Main Unhein Aankhein Darshan Ka To Darshan Ho Nazrane Ka Nazrana Mein Hosh O Hawaas Apne Is Baat Pe Kho Baitha Hans Kar Jo Kaha Tumne Aaya Mera Deewaana Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics Dunya Mein Hamein Tumne Jab Apna Banaya Hai Mehshar Mein Bhi Kah Dena Ye Hai Mera Deewana Kya Lutf Ho Mahsher Me Qadmo Me Giruñ Unke, Sarkar Kaheñ Dekho Diwana Hai Diwaana. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics Kyun Aankh Milayi Thi Kyun Aag Lagayi thi Ab Rukh Ko Chupa Baithe Karke Mujhe Deewaana Peene Ko To Pee Lunga Bas Arz Zara Si Hai Ajmer Ka Saaqi Ho Bagdaad Ka Maikhaana Bedum Meri Qismat Mein Sajde Hain Usi Dar Ke Chuta Hai Na Chutega Sang E Dare Janana Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics In Hindi बेखुद की ये देते हैं अंदाज़ है जाबाना, आ दिल में तुझे रख लूं ऐ जलवए जानाना। इतना तो करम करना ऐ चश्में करीमाना, जब जान ...

Barishon Mein Jab Yaad Aate Ho Tum Lyrics

Tumko Barish Pasand Hai Mujhko Baarish Mein Tum Lyrics with English translation by Rohanpreet Singh, Neha Kakkar: It is a brand-new and pulchritudinous Hindi song featuring Zaid Darbar, Gauahar Khan. Showkid is the balladist of paradisaical music. The sensational Tumhe Bolna Pasand Hai Tumko Barish Pasand Hai Mujhko Barish Mein Tum Hindi lyrics of the song with meaning in the English language are given by Samay. The tantalizing music video of the welcome melody is addressed by Adil Shaikh.  Make sure you will be like this song   Song and lyrics enjoy    songsig.blogspot.com Barishon Mein Jab Yaad Aate Ho Tum song details: Song: Baarishon Mein Singer: Darshan Raval Lyrics: Gurpreet Saini, Gautam G Sharma Music: Darshan Raval Cast: Malvika Sharma, Darshan Raval Label: Sony Music India Barishon Mein Jab Yaad Aate Ho Tum Lyrics Itna tera intezaar kiya Dil ko khafa sau baar kiya Tujhse wafa maine ki iss qadar Teri judaai se pyaar kiya Toot jaaye jo rishte Laazmi to n...