Skip to main content

Chodh fikr duniya ki - hafiz tahir qadri

 Chor Fikr Duniya Ki Naat Song Details

Song: Chor Fikr Duniya Ki Naat

Singer: Hafiz Tahir Qadri

Starring: Hafiz Tahir Qadri

Label: Hafiz Tahir Qadri


Chor fikr duniya ki Naat lyrics in english 

Chor fikr duniya ki chal Madiny chalty hai

Mustafa ghulamo ki kismaty Badal te hai


Rehmato Ke Badal Ke Saaye Saath Chalty Hain

Mustafa Ke Deewany Ghar Se Jab Nikalty Hain


Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madiny Chalty Hain

Mustafa Ghulamo Ki Qismatein Badal Te Hain


Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyary Aaqa Ka

Unke Dar Ke Tukdo Par Hum 

Jaise Khush Naseeb Palty Hain


Chor Fikr Duniya Ki, 

Chal Madine Chalty Hain,

Mustafa Ghulamo Ki 

Qismatein Badal Te Hain


Aamina Ke Pyare Ka, 

Sabz Gumbad Waaly Ka

Jashn Hum Manaty

Jalne Waale Jalte Hain


Chor Fikr Duniya Ki, 

Chal Madine Chalte Hain,

Mustafa Ghulamo Ki 

Qismatein Badal Te Hain


Sirf Saari Duniya Me

Wo Taiba Ki Galiya(n) Hain

Jis Jagah Pe Hum Jaisy 

Khote Sikke Chalte Hain


Chor Fikr Duniya Ki, 

Chal Madine Chalte Hain,

Mustafa Ghulamo Ki 

Qismatein Badal Te Hain


Sach Hain Gair Ka Ehsaan, 

Wo Kabhi Nahi Lete

Aay Aleem Aaqa Ke 

Jo Tukdo Pe Palte Hain


Chor Fikr Duniya Ki, 

Chal Madine Chalte Hain,

Mustafa Ghulamo Ki 

Qismatein Badal Te Hain


Chor Fikr Duniya Ki Naat lyrics in Hindi

चोर फ़िक्र दुनिया की चल मदिनी चलती है

मुस्तफा गुलामो की किस्मत बदल ते है


रहमातो के बादल के साये साथ चलते हैं

मुस्तफा के दीवानी घर से जब निकलती हैं


चोर फ़िक्र दुनिया की, चल मदिनी चलती हैं

मुस्तफा गुलामो की किस्मतें बदल ते हैं


हमको रोज़ मिला है सदका प्यारी आका का

उनके दार के टुकड़े पर हम

जैसे खुश नसीब पलटी हैं


चोर फ़िक्र दुनिया की,

चल मदीन चलती हैं,

मुस्तफा गुलामो की

क़िस्मतें बादल ते हैं


आमिना के प्यारे का,

सब्ज़ गुंबद वाली का

जश्न हम मनात्य

जाने वाले जलते हैं


चोर फ़िक्र दुनिया की,

चल मदिन चलते हैं,

मुस्तफा गुलामो की

क़िस्मतें बादल ते हैं


सिरफ सारी दुनिया में

वो तैयबा की गलियां (एन) हैं

जिस जगह पे हम जैसे

खोटे सिक्के चलते हैं


चोर फ़िक्र दुनिया की,

चल मदिन चलते हैं,

मुस्तफा गुलामो की

क़िस्मतें बादल ते हैं


सच हैं गैर का एहसान,

वो कभी नहीं लेते

ऐ अलीम आका के

जो टुकडो पे पलटे हैं


चोर फ़िक्र दुनिया की,

चल मदिन चलते हैं,

मुस्तफा गुलामो की

क़िस्मतें बादल ते हैं


Chor Fikr Duniya Ki Naat video

Comments

Popular posts from this blog

Mustafa Jane Rahmat Pe Lakho Salam With Tazmeen in English

Beutiful Halam E Ala Ajrat Jisne Ham Ko Diya Hai Khuda Ka Payam Jisne Hamko Diya Hai Khuda Ka Payam Jiska Ala Hai Rutba Hai Ala Maqam Jinke Sadke Me Hai Ye Zami Aasman Jinki Tareef Me Hai Ye Sara Quraan Sare Nabiyo Me Ala Hai Jinka Makam Kyu Na Unpar Padhe Jhum Kar Ham Salam Mustafa Jane Rahmat Pe Lakho Salam Shamye Bazme Hidayat Pe Lakho Salam Darde Dil Naam Lene Se Hota Hai Kam Isliye Naam Aaqa Ka Lete Hai Ham-2 Jhoom Kar Likh Raha Hai Raza Ka Kalam Shahre Yaare Iram Taj Dare Haram Nou Bahare Shafa'at Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat... Aaya Saa'il To Muh Ka Niwala Diya Najar Altaf Dali Gani Kar Diya-2 Anpe Nana Ka Wada Wafa Kar Diya Ghar Ka Ghar Sab Supurde Khuda Kar Diya Us Husain Ibne Haidar Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat.... Jinki Maa Fatima Aur Hai Nana Rasool Kitni Pakiza Hai Unke Kadmo Ki Dhool-2 Marhaba Marhaba Wo Hai Ale Rasool Kitne Mahke Huye Hai Madine Ke Phool Karbala Teri Kismat Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat.... Kitni Arfa Hai Shaane Habibe Khuda Mali...

Arrah Ke Othlali Lyrics In English

English lyrics   Arrah Ke Othlali Lyrics Ham hai raja tohar roopwa ke raniya Tu hi mor sona ke suganwa ho Tohare me basela hamaro paranawa Tu hi baada mor dhadkanwa ho Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu ae jaan Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu hay Tu haslu halke halke dil hamro paglail ba Niklelu titli ban ke ka gajabe style ba E e chand sa ra...

Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz Hi Jabana Lyrics | Naat Lyrics in English

 Bekhud Kiye Dete Hai Andaaz Hi Jaabaana Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Aye Jalwa-E-Jaanaana Itna To Karam Karna Aye Chasme Karimana Jab Jaan Labo Par Ho Tum Saamne Aa Jaana Ji Chahta Hai Tohfe Mein Bhejun Main Unhein Aankhein Darshan Ka To Darshan Ho Nazrane Ka Nazrana Mein Hosh O Hawaas Apne Is Baat Pe Kho Baitha Hans Kar Jo Kaha Tumne Aaya Mera Deewaana Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics Dunya Mein Hamein Tumne Jab Apna Banaya Hai Mehshar Mein Bhi Kah Dena Ye Hai Mera Deewana Kya Lutf Ho Mahsher Me Qadmo Me Giruñ Unke, Sarkar Kaheñ Dekho Diwana Hai Diwaana. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics Kyun Aankh Milayi Thi Kyun Aag Lagayi thi Ab Rukh Ko Chupa Baithe Karke Mujhe Deewaana Peene Ko To Pee Lunga Bas Arz Zara Si Hai Ajmer Ka Saaqi Ho Bagdaad Ka Maikhaana Bedum Meri Qismat Mein Sajde Hain Usi Dar Ke Chuta Hai Na Chutega Sang E Dare Janana Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics In Hindi बेखुद की ये देते हैं अंदाज़ है जाबाना, आ दिल में तुझे रख लूं ऐ जलवए जानाना। इतना तो करम करना ऐ चश्में करीमाना, जब जान ...