Skip to main content

Jamana Chhute Ham Na Chhodege Dare Gareeb Nawaj Naat Lyrics

Moinuddin Moinuddin lyrics

Moinuddin Moinuddin….

Moinuddin Moinuddin Moinuddin Moinuddin…

mere khawaja…


Jamana chhute ham na chhodenge Dare gareeb nawaz…


*Moinuddin* *Moinuddin*

*Moinuddin* *Moinuddin*….


Hame Naaz hai Bas tujh par Kisi or pe naaz nhii…

Tere jaisa jamane me koi banda nawaz nhii…


Tere dene-dilane ka andaz nirala hai,

kisi or ka duniya me esa andaz nhii…


*Moinuddin* *Moinuddin*

*Moinuddin* *Moinuddin*….


Aye chist nagar wale Tum mera Bharam Rakh lo…

Sadke me mohammed ke Ham sab pe karam kar do…


moinuddin moinuddin moinuddin moinuddin…


Fariyad meri sun lo aye hind ke maharaja..

me aas lagaye hu kabhi mere bhi ghar aaja…

Teri shaan pe me sadke Kurban tere khawaja,

Aye ibne sakhi khawaja e hind wali khawaja…


moinuddin moinuddin moinuddin moinuddin…


Tere Dar ke bikhari hai tere dar ke mngte hai…

Dhanwan hai tu khawaja tere tukdo pe palte hai…

Tere aage hamari kuchh aukat nhi khawaja,

jo kaam hamare hai tere naam se chalte hai…


moinuddin moinuddin moinuddin moinuddin


 


Fariyad meri sun lo aye chist ke maharaja,

Teri shaan nirali hai tu waliyo ka mahraja,

mangto ko apne de do khawaja, usmaa ka sadka,

Aye hind wali khawaja aye jaane ali khawaja…


Moinuddin Moinuddin moinuddin moinuddin


 


kar apne gulamo par bas ek nazar khawaja…

Aabad khuda rakhe tera chistiya dar khawaja…

Teri choukhat par aakar mangto ne pukara hai…

jaye to kaha jaye tera chhod ke dar khawaja…


Jamana Chhute Ham Na Chhodege Dare Gareeb Nawaj Naat video

*Zamana chhode ham na chhodenge dare gareeb nawaz.....*


...........................................................

Moinuddin Moinuddin Mere Khwaja Lyrics: This beautiful Naat is sung by Syed Muhammad Furqan Qadri in his melodious voice

Comments

Popular posts from this blog

Mustafa Jane Rahmat Pe Lakho Salam With Tazmeen in English

Beutiful Halam E Ala Ajrat Jisne Ham Ko Diya Hai Khuda Ka Payam Jisne Hamko Diya Hai Khuda Ka Payam Jiska Ala Hai Rutba Hai Ala Maqam Jinke Sadke Me Hai Ye Zami Aasman Jinki Tareef Me Hai Ye Sara Quraan Sare Nabiyo Me Ala Hai Jinka Makam Kyu Na Unpar Padhe Jhum Kar Ham Salam Mustafa Jane Rahmat Pe Lakho Salam Shamye Bazme Hidayat Pe Lakho Salam Darde Dil Naam Lene Se Hota Hai Kam Isliye Naam Aaqa Ka Lete Hai Ham-2 Jhoom Kar Likh Raha Hai Raza Ka Kalam Shahre Yaare Iram Taj Dare Haram Nou Bahare Shafa'at Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat... Aaya Saa'il To Muh Ka Niwala Diya Najar Altaf Dali Gani Kar Diya-2 Anpe Nana Ka Wada Wafa Kar Diya Ghar Ka Ghar Sab Supurde Khuda Kar Diya Us Husain Ibne Haidar Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat.... Jinki Maa Fatima Aur Hai Nana Rasool Kitni Pakiza Hai Unke Kadmo Ki Dhool-2 Marhaba Marhaba Wo Hai Ale Rasool Kitne Mahke Huye Hai Madine Ke Phool Karbala Teri Kismat Pe Lakho Salam Mustafa Jane Rahmat.... Kitni Arfa Hai Shaane Habibe Khuda Mali...

Arrah Ke Othlali Lyrics In English

English lyrics   Arrah Ke Othlali Lyrics Ham hai raja tohar roopwa ke raniya Tu hi mor sona ke suganwa ho Tohare me basela hamaro paranawa Tu hi baada mor dhadkanwa ho Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu ae jaan Aara ke othlali me ballia ke bali me Bindiya kali kali me sughar badi lagelu Ankhiye se goli dagelu hay Tu haslu halke halke dil hamro paglail ba Niklelu titli ban ke ka gajabe style ba E e chand sa ra...

Tere Siva Jag Mein Lyrics in English - Tadap | Darshan Raval

 Make sure you will be like this song   Song and lyrics enjoy    songsig.blogspot.com Tere Siva Jag Mein song details: Song: Tere Siva Jag Mein Singer: Shilpa Rao, Darshan Raval, Charan Lyrics: Irshad Kamil Music: Pritam Cast: Ahan Shetty, Tara Sutaria Label: T-Series Tere Siva Jag Mein Lyrics Agar main sharaab hota Gale se utarta sir pe chadhta Har dil par mera raaj hota Har pyaas ka taaj hota Tere siva jag mein Mera na koyi aur Aankhon ke shehar mein Tera tha intezaar Tumse tumhi ko Maanga maine udhar Baahon mein apni Aane de ik baar Tere siva jag mein Tere siva jag mein Tere siva jag mein Tera hoon main iss lamha Sar se paanv talak Aise mujhe thaam zara Main na jaaun chhalak Shauk se pee mujhe Main tera jaam hoon Ik dafa aaye jo Main to woh shaam hoon Tu na mile mujhko To jeena hai bekaar Tere bina khaali Hai khwaabon ka bazaar Tumse tumhi ko Maanga maine udhar Baahon mein apni Aane de ik baar Tere siva jag mein Tere siva jag mein Tere siva jag mein Thank you...